Monday, March 25, 2013
Saturday, March 23, 2013
Prakashit Pustakein
आपने यहां सब चलता है
Apne Yahan Sab Chalta Hai
2012
पांडेजी के ठहाके
Pandeyji ke Thahakey
पेट में दाढ़ियाँ हैं
Pet MeiN Dadhiyan HaiN
पांडेजी के पटाखे
Pandeji ke Pathakey
रुकावट के लिए खेद है
Rukawat Ke Liye Khed Hai
वाह वाह
Waah Waah
चिकने घड़े
Chikney Ghadey
गीत मंजरी
Geet Manjari
अक्कड़ बक्कड़
Addad Bakkad
हम किसीसे कम नहीं
Hum Kisise Kam NahiN
हम बच्चे
Hum Bachhe
चूहे रजा
Chuhe Raja
गीत चुन्मुने
Geet Chunmuney
मेरी प्रिय बाल कवितायेँ
Meri Priy Baal Kavitayein
बन्दर जी की दुम
Bandar Ji Ki Duum
फूल खिले
Phool Khile
Friday, March 22, 2013
More Videos
42nd Shri Ram Kavi Sammelan, New Delhi (2012)
Suryakumar Pandey goes candid with 'Aaj Ki Khabar' in an exclusive interview on National Youth Day
(2013)
Lucknow Mahotsav Kavi Sammelan, Lucknow (2012)
Kavi Sammelan (2013)
Kavi Sammelan (2013)
Waah Waah Kya Baat Hai (SAB TV)
सब टीवी के कार्यक्रम ' वाह वाह क्या बात है ' में
Waah Waah Kya Baat Hai - Episode 15 - 25th November 2012
Waah Waah Kya Baat Hai - Episode 18 - 8th December 2012
Waah Waah Kya Baat Hai - Episode 22 - 22nd December 2012
Waah Waah Kya Baat Hai - Episode 23 - 23rd December 2012
Waah Waah Kya Baat Hai - Episode 36 - 9th February 2013
Waah Waah Kya Baat Hai - Episode 37 - 10th February 2013
Parichay
Kavi Suryakumar Pandey
सूर्य कुमार पांडेय (1954) का जन्म उत्तरप्रदेश के बलिया जिले के लखौलिया नामक गाँव में हुआ। इनकी अब तक कुल १८ पुस्तकें प्रकाशित हो चुकी हैं ।
Suryakumar Pandey,1954, ki ab tak 18 kavita pustakein prakashit ho chuki hain, jinmen pramukh hain; Pande ji ke Patakhe, Pande ji ke Thahake, Chikne Ghade, Wah-Wah, Pait mein Daadhiyan hain, Rukawat ke liye khed hai aadi. Pichhle lagbhag 40 varshon se nirantar saahitya sadhana mein sanlagn hasya kavi Surya kumar un kaviyaon mein ek hain, jinhon ne hasya vyangya kavita manch ko chutkule-baji ke pradushan se mukt rakhne mein apni mahatwapoorn bhumika ka nirvah kiya hai. Desh-videsh ke kavisammelanon mein shirkat karne vaale Pandey ji Hindustan ke aakashwani tatha Doordarshan ke lokpriy kavi hain.
सूर्य कुमार पांडेय (1954) का जन्म उत्तरप्रदेश के बलिया जिले के लखौलिया नामक गाँव में हुआ। इनकी अब तक कुल १८ पुस्तकें प्रकाशित हो चुकी हैं ।
इनमे प्रमुख हैंपाण्डेयजी के पटाखे , पाण्डेयजी के ठहाके , चिकने घड़े , वाह-वाह , पेट में दाढ़ियाँ हैं , रुकावट के लिए खेद है, अपने यहाँ सब चलता है, गीत मंजरी , मेरी प्रिय बाल कविताएँ आदि । पिछले लगभग ४० वर्षों से साहित्य साधना में संलग्न हास्य कवि सूर्य कुमार पाण्डेय उन विरल कवियों में एक हैं जिन्होनें हास्य-व्यंग्य कविता मंच को चुटकुलेबाजी के प्रदुषण से मुक्त रखने में अपनी महत्त्वपूर्ण भूमिका का निर्वाह किया है । देश-विदेश के कवि-सम्मेलनों में बराबर शिरकत करने वाले पांडेयजी हिंदुस्तान के आकाशवाणी एवं दूरदर्शन के लोकप्रिय कवि हैं ।
इन्हे काका हाथरसी पुरस्कार , अट्टहास सम्मान , सूर सम्मान , विदूषक सम्मान ,रवींद्रनाथ त्यागी सम्मान समेत दो दर्जन से अधिक प्रतिष्ठित अलंकार प्राप्त हो चुके हैं । इनकी ख्याति व्यंग्य स्तंभकार के रूप में भी है ।
हिन्दी की प्रथिस्थित पत्र-पत्रिकियों में अनवरत प्रकाशित होने वाले कवि सूर्य कुमार पाण्डेय इस समय भारत के चार दैनिक अख़बारों के लिए गद्य एवं पद्य स्तम्भ लिख रहे हैं ।
इनके कविता साहित्य पर शोध कार्य हो चुका है । कई बाल-कविताएँ पाठ्य पुस्तकों में संकलित हैं ।
Suryakumar Pandey,1954, ki ab tak 18 kavita pustakein prakashit ho chuki hain, jinmen pramukh hain; Pande ji ke Patakhe, Pande ji ke Thahake, Chikne Ghade, Wah-Wah, Pait mein Daadhiyan hain, Rukawat ke liye khed hai aadi. Pichhle lagbhag 40 varshon se nirantar saahitya sadhana mein sanlagn hasya kavi Surya kumar un kaviyaon mein ek hain, jinhon ne hasya vyangya kavita manch ko chutkule-baji ke pradushan se mukt rakhne mein apni mahatwapoorn bhumika ka nirvah kiya hai. Desh-videsh ke kavisammelanon mein shirkat karne vaale Pandey ji Hindustan ke aakashwani tatha Doordarshan ke lokpriy kavi hain.
Unhe Kaka Hathrasi Puruskar, Atthas Samman, Soor Puraskar, Vidushak Samman samet 2 dozen se adhik pratishthit alankaran prapt ho chuke hain. Inki khyati vyangya stambhkar ke roop mein bhi hai. Hindi ki pratishthit patra-patrikaon mein anvarat prakashit hone wale kavi Suryakumar Pandey is samay U.P. Govt. mein adhikari hain. Inke kavita sahitya par shodh karya bhi ho chuka hai. Kai baal kavitayein pathya pustakon evam sankalanon mein sammilit hain.
Address -
538K/514 Triveni Nagar Second,
Lucknow-226020
pandeysuryakumar@gmail.com
suryakumarpandey.blogspot.in
facebook.com/KaviPandeji/
Phone -(+91) 0522-2756000; 0945-2756000
Subscribe to:
Posts (Atom)

